Agar tu sath hai by Avinash
Agar tu sath hai to Duniya walo ki sari galtiya maaf kar sakta hu…
Magar yaqin kar tu meri in bato ka Dil-E-Nadan
Ki tu sath nahi to mujhme khud ko maaf karne ki himmat nahi…
Man karta hai ik kahaani likhoon… Tujhe apna nahi khud ko teri deewani likhoonMan karta hai utaroon tujhe apni diary ke pannon pe… Par tujhe likhoon ya teri meri kahaani likhoonBeshaq sab alag hai.. sab hai juda….Par man karta hai tujhe Kanha.. Aur khud ko Meera si deewani likhoon