Rahe hamara ishq zameeni…

Rahe hamara ishq zameeni nahi aasmaani saa
Rahe hamari yaari sada Ek yaari sa sau bari saa
Bacha ke rakhna ye rishta apna is beraham jamane se
Naa bnana dusro ki tarah is rishte ko karobari saa
Log kahte hai sab badal jaate hain riste sare zamane ke
Par tu rakhna Yaari hamari ye rahe sada ruhaani saa

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *