Ishq hamara chhupa kar rakhna
Ishq hamara chhupa kar rakhna,
Logon ki nazron se zara bacha kar rakhna.
Agar yun hi mil jaati manzil, to koi baat na thi,
Ishq ki raahon mein kaante bahut hain, aur
Saath chalna hai poori zindagi raah-e-mohabbat mein,
In naazuk pairon ko zara bacha kar rakhna.
