Hasrat to mujhe teri hai…
Hasrat to mujhe teri hai…..
Apna rooh bhi dooba dun tere ishq ki dariya me,
Bas ek bar kah de ki tu sirf meri hai…
Khwaab hain jinmein tum ho, hum hain,Jazbaat hain jinmein tum ho, hum hain.Ab na sahi ja rahi hai ye tanhaai,Ab bas baat ho, jinmein tum ho, hum hain.Tum mujh mein, hum tujh hi mein gum hain,Aaj na teri, na meri aankhein nam hain.Aaj baat kuch aisi hui, mere yaar,Barsaat hai aisi, jinmein tum ho… hum…
Man karta hai ik kahaani likhoon… Tujhe apna nahi khud ko teri deewani likhoonMan karta hai utaroon tujhe apni diary ke pannon pe… Par tujhe likhoon ya teri meri kahaani likhoonBeshaq sab alag hai.. sab hai juda….Par man karta hai tujhe Kanha.. Aur khud ko Meera si deewani likhoon
Ishq hamara chhupa kar rakhna,Logon ki nazron se zara bacha kar rakhna. Agar yun hi mil jaati manzil, to koi baat na thi,Ishq ki raahon mein kaante bahut hain, aur Saath chalna hai poori zindagi raah-e-mohabbat mein,In naazuk pairon ko zara bacha kar rakhna.
Rahe hamara ishq zameeni nahi aasmaani saaRahe hamari yaari sada Ek yaari sa sau bari saaBacha ke rakhna ye rishta apna is beraham jamane seNaa bnana dusro ki tarah is rishte ko karobari saaLog kahte hai sab badal jaate hain riste sare zamane kePar tu rakhna Yaari hamari ye rahe sada ruhaani saa
Agar tu sath hai to Duniya walo ki sari galtiya maaf kar sakta hu… Magar yaqin kar tu meri in bato ka Dil-E-Nadan Ki tu sath nahi to mujhme khud ko maaf karne ki himmat nahi…
Te khi to shi mai pura jaan lgadoTe khi to shi mai pura imaan lgadoTe e dharti ke bat karthas mor jaanTe khi to shi mai pura asman lgadoAisan mya ma tor, mor mayaru Jingi ke sari arman lgadoTola dilae br sanman e jgat maApn mai sari pahichan lgadoAae ab katko dukh au peera abHmr…